kya bhai faraway...far se ek bhi msg nai... aur batao kaha par itna busy ho yar???? are kabhi kuch badmash doston ko yad kar liya karo.. chalo...tk care.. bye
hello ji...... are yaar maine 3 baar try kiya......... 1 baar to a/c cancel karke 2 din tak nhi khola......... fir b del nhi hua......... seems ashish se hi poochhna padega........ki unki saltanat se bye bye kaise hoga.........hahahhahha