yar to bhai find karne k liye batao tumhara first name and last name batao aur place kya dal rakha hai wo batao...mujko searck kar sakti ho with name-pijush,bhilai maine blue tshirt me photo lagai hai...
aur tum apne details batao mai search kar hi lunga kuki gorwantika dal k search kiya to koi bhi user nai aaya...
chalo ab jaldi batana kal mai tumko apne orkut frnd list me dekhna chahta hun